Alah k Rasool{sall’Allaahu ta’aalaa alaihi wa’sallam}
ki hadees hai ke Salaam ko Aam karo , yani Aate waqt Salaam aur Jaate waqt Salaam , Agar tum Ek dusre se mohabbat karte hoto .
(MISKHAT KITAAB UL ADAB )
There are basic mistakes and even as muslim we don't know why to
say"Assalaamu-Alaikum .so be careful...
1.Assalaamu-Alaikum (tum per salamati ho)
2.Saam-o-alakum(Tum barbaad ho jao)
3. assaam-o-alakum(Tum ko maut aajaye)
4.Ass-e-kum(Tum khushi ko tarso)
5.Slaam-le-kum(Tum per lanath ho)
KIYA AAP JANTE HAIN?
"GOOD MORNING"
kiya hay.?
YE ZAMANA-e-JAHILIYAT KA SALAAM HAI! HAMARE PYAARY NABI{sall’Allaahu ta’aalaa alaihi wa’sallam}Ke PAAS ek SHAKHS ne aa kar
"Subha Bakhair" {Yani GOOD MORNING} kaha TO AAP{sall’Allaahu ta’aalaa alaihi wa’sallam} NE FARMAYA HAMARA SALAAM TUMHARE SALAAM Se BEHTAR HAI or wohi Ahl-e-jannat ka salaam hai..
YANI
"ASSALAAMU-ALAIKUM"
{Seerat-un- Nabwia. 2/272.
Ap Khud b Good morning kehne se bachen or dosron ko ye sms send kar k bachne ko kahen..
Saturday, December 11, 2010
KIYA AAP JANTE HAIN? "GOOD MORNING" kiya hay.?
Labels:
ISLAMIC GUIDANCE
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment