Friday, October 8, 2010

JUMMA MUBARAK




Huzure Aqdas Sallallahu Alyhi Wasallam
ka irshad hai k jo mujh par jume ki raat
100 martaba Durood padhega to wo kabhi
mohtaj nahi hoga.

JUMMA MUBARAK

Huzure Aqdas Sallallahu Alyhi Wasallam
ka irshad hai k jo shaqs ek din mai
1000 martaba durood padhega to
jannat ki basharat se
pahle nahi maraiga.

.

jumma mubarak

e. 


Juma k Din GhusaL 1 hafta K Gunahon Ka Kufara hai. Juma ko Nakhun tarashna Bemari Se Hifazat hai . Juma ko Durood Se Behter koi Zikr Nhi Fwd as sadqa e jaria. SUNNI DAWAT E ISLAM

.«╬♥ARA IRFAN♥╬«

AL QURAN





Sunday, October 3, 2010

Meetah meetah hai mera muhammad ka naam



Meetah meetah hai merey muhammad ka naam
un pe lakhon karodo darood o salaam

waqt laa-yai darbar par
aur kahray ho raoza-e-sarkar par
paysh mill kar karay ham darood o salaam

wo hee hasanee husaynee chaman kay hain phool
nooray maula ali jaana zahra batool
jis kay naana rasoolay khuda zee makaam

shahay kowain wo rouhey daarayna wo
fakharay hasanain wp ghous-e-sakalayn wo
jis kay dar kaa hai haafiz bee adana gulaam

un paa lakhon karodo darood o salaam
Meetah meetah hai merey muhammad ka naam

Meetah meetah hai mera murashadee ka naam
Meetah meetah hai mera sayadee ka naam

Meetah meetah hai mera muhammad ka naam
Meetah meetah hai mera muhammad ka naam

AAYATEKARIMAH

ALLAH SWT

Assalam-o-Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu!




Assalam-o-Alaikum
warahmatullahi wabarakatuhu!

Dua
Rabbu inni massani-yadh-urru
wa ` anta arhamur-Raahimeen."

O my RUBB, SURELY ,
DISTRESS HAS TOUCHED ME,
AND YOU ARE
THE MOST MERCIFUL OF THE MERCIFUL ONES.






MUHAMMAD SAW

DUROOD E IBRAHIIM


اللهم صلي على محمد و على آل محمد
كما صليت على إبراهيم و على أل إبراهيم ا نك حميد مجيد
اللهم بارك على محمد و على آل محمد
كما بار كت على إبراهيم و على أل إبراهيم ا نك حميد مجيد

”Jo loog is dunia mei achcha kam karte hain, Un ke liye aakhirat mein bhalai hai.”






”Jo loog is dunia mei achcha kam karte hain, Un ke liye aakhirat mein bhalai hai.”
( Quran….Sura-e-Zumar )Ayat no. 10

Hazrath Abu Huraira (R.A) Riwayath kartay hai ki Rasool Allah sallallaahu 'alaihi wasallam ne

irshad farmaya tum qayamath ki din bad tareen admi us shaqs ko pao gya jo duniya mein do

chehray rakhtha tha kuch logo sy ek cehray ki sath miltha tha’ aur dosray logo say dosray

cehray ki ki sath (mutafiq aly)



MUSHKILAIN,PARESHANIYAN HAL(HATAM) HONGI (INSHAALLAH AZZAWAJAL)



ASSALAMU ALAIKUMMMMMMMMMMM

MUSHKILAIN,PARESHANIYAN HAL(HATAM) HON GI (INSHAALLAH AZZAWAJAL)

1.bemari(illness)
2.qarazdari
3.berozgari(no job)
4.dushman ki tarf se nuqsaan,aeza,takleef
5.ya koi si bi aafat aa padhe
6.koi cheez ghum(lost)ho jaye
7.kisi ki baat sun kar acha na lage,dukh pahenche
8.thokar lag jaye
9.bas,car etc kharab ho jaye
10.traffic jam ho jaye
11.koi mare
12.dil dukhaye
13.ya dil dukh jaye
14.karo bar(business)mein nuqsaan ho jaye
algarz choti ya badi koi si bi pareshani ho to neeche likhi huyi dua padhein

(BISMILLAH_HIR_RAHMANIRAHEEM 
WA _LA _HAWLA _WA_LA_QUWATA_ILLA_BILLAH_HIL_ALI_YIL_AZEEM) padhte rehni ki aadat bana lijea.

aur jo koi is dua ko din mein kisi bi waqt 10 baar padhe ga wo gunahoo se aisa paak ho jata hai jaise ke us din tha jab paida hua ho.

Salam Ki Fazilat..







Asslamo Alikum khariyat se ho aap??
Salam Ki Fazilat..
ALLAH Ka Irshad Ha:
Aur Jab Koi Ehteram K Sath Tumhen Salam Kare
To Is Ko Us Se Behtr Tariqe K Sath Jawab Do
Sura: An Nisa
Verse No:86

Jab Banda Namaz Ke Baad Bagair Dua Mangay Uth Jata Hai To ALLAH Farmata Hai "Ay Fariston, Ye Banda Mujh Say Bay Niaz Ho Gaya Hai. Ab Isay
Meri Zarurat Nahi"
HAZART MUHAMMAD (SAW) SAID: Jab Dua karu to Dusron ko bhi Yaad rakho ho sakta
hai kisi k naseeb ki bohat see khushiyaan ap k ek Harf-e-dua ke Intezar main hon 

Jo Masjid Banaega Allah Is Ke Liye Jannat Main Ghar Banaega (Sahih Bukhari)

Usmaan Bin Afaan Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke Rasulullah (S.A.W) Ne Fermaya: Jo Masjid Banaega Allah Is Ke Liye Jannat Main Ghar Banaega (Sahih Bukhari) Maangne Wala Khoob Tawajah Ke Saath Dua Kare Kyon Ke Allah Ta’la Ke Liye Kuch Bhi Ata Kerna Mushkil Nahi (Sahih Bukhari) 

1000 ka note Bohot Bara Lagta Hai Jab MASJID mai Diya Jai......

. 



Asslam O Alikum.
1000 ka note Bohot Bara Lagta Hai Jab MASJID mai Diya Jai......
Lekin Hotel Main Khana Khate Waqt Ye Bohot Chota Lagta Hai......
Namaz Parhtay Main Waqt Bohot Ziada Mehsoos Hota Hai....
Lekin 3Hour K Filim Main Kam Lagta Hai...
1 Day Circket K Leay Log Pagal Ho Rahe Hote Hain...
Lekin JOMA k Liye Waqt Nikalna Mushkil Hota HAi
Asay Msg Ko 4ward Kerna Mushkil Hota Hai....
Lekin Latify Aur Bekar Msg Ko 4ward Kerna Hamara Mashgala Ban Choka Hai,......
,,,,,,,,.....
Zara Sochiye......? 

GUSSAY SE BACHO

MUHAMMAD SAW IS MENTIONED BY NAME IN BIBLE.